Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, August 15, 2011

Ilm e ramal ha kya ?




As salamu allaiqum

Ilm e ramal hisab kitab karna ka ilm he . yani kisi shaks ka sawal ka jaweb ilm e ramal se hisab kar k nikal na . ramal k mahina Arabic main rait ha . yeah ilm ajj se hazaro sal pehla is dunia main aiya . or yeah ambia allai salam ko hasil howa Allah ki taraf se . us zamana main jo be hisab kitab hota tha wo rait per likh kar karte tha . or itna zabardast hisab kitab hota tha k insan ki soch se be bahar hota tha . q k us zamana main kohi copy , pen page wegara nahi hota tha . is liya jo be hisab kitab karte tha wo rait pe he karte tha is liya yeah rait ka ilm ka naam se mashoor ho gaya . matlab ilm e ramal ka naam se . is he liya is ko ilme ramal kehta ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Ilm e ramal hadees ki roshni main


AS salamu allaiqum ilm e ramal ake sacha ilm ha jis ko main ahadess se sabit karta ho

(1) Mu'awiya b. al-Hakam said: While I was praying with the Messenger of Allah (may peace be upon him), a man in the company sneezed. I said: Allah have mercy on you! The people stared at me with disapproving looks, so I said: Woe be upon me, why is it that you stare at me? They began to strike their hands on their thighs, and when I saw them urging me to observe silence (I became angry) but I said nothing. When the Messenger of Allah (may peace be upon him) had said the prayer (and I declare that neither before him nor after him have I seen a leader who gave better instruction than he for whom I would give my father and mother as ransom). I swear that he did not scold, beat or revile me but said: Talking to persons is not fitting during the prayer, for it consists of glorifying Allah, declaring his Greatness. and recitation of the Qur'an or words to that effect. I said: Messenger of Allah. I was till recently a pagan, but Allah has brought Islam to us; among us there are men who have recourse to Kahins. He said, Do not have recourse to them. I said. There are men who take omens. That is something which they find in their breasts, but let it not turn their way (from freedom of action). I said: Among us there are men who draw lines. He said: There was a prophet who drew lines, so if they do it as they did, that is allowable. I had a maid-servant who tended goats by the side of Uhud and Jawwaniya. One day I happened to pass that way and found that a wolf had carried a goat from her flock. I am after all a man from the posterity of Adam. I felt sorry as they (human beings) feel sorry. So I slapped her. I came to the Messenger of Allah (may peace be upon him) and felt (this act of mine) as something grievous I said: Messenger of Allah, should I not grant her freedom? He (the Holy Prophet) said: Bring her to me. So I brought her to him. He said to her: Where is Allah? She said: He is in the heaven. He said: Who am I? She said: Thou art the Messenger of Allah. He said: Grant her freedom, she is a believing woman. Sahih muslim (Book #004, Hadith #1094)

(2) This hadith has been narrated on the authority of Mu'awiya b. Hakam as-Sulami through another chain of transmitters. The hadith transmitted on the authority of Yahya b. Abu Kathir (there is an addition of these words): I said: Among us there are men who draw lines and thus make divination. What about this? Thereupon he (the Holy Prophet) said: There was a Prophet who drew lines, so whose lines agree with his line for him it is allowable. Sahih muslim (Book #026, Hadith #5534)

Hazrate abbas farmate ha

K main na ake din hazrate Muhammad salal laho allai wasalam se araz ki k main na ake admi ko deakha k wo betha howa rait per khat kach raha ha or log ise joot late ha . app na farmaya k yeah ilm ake pagamber per nazil howa tha bas jo shaks is paghamber k amal k mawafiq is ilm ka istamal kareen to darost hoga


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Ilm e ramal sekh na k liya zaroore hidayat


As salamu allaiqum
Sab se pehla to app log islam ko samjha q k is se behtareen or complete mahzab kohi be nahi ha . den e islam main ilm e ramal sekh na or karna ki ijazat ha is ka sabot ake hadith se deta ho
Hazrate abbas farmate ha
K main na ake din hazrate Muhammad salal laho allai wasalam se araz ki k main na ake admi ko deakha k wo betha howa rait per khat kach raha ha or log ise joot late ha . app na farmaya k yeah ilm ake pagamber per nazil howa tha bas jo shaks is paghamber k amal k mawafiq is ilm ka istamal kareen to darost hoga
Agar is hadith per goor kareen to Allah k rasool ny farmaya ka yeah ilm ake pagamber pe nazil howa . abb pagamber ka sahih naam maloom nahi ha . kuch ulma kehta ha k yeah ilm hazrate idrees allai salam per nazil howa tha . abb masla yeah ha k Allah ka rasool na yeah be farmaya ha k jo shaks is paghamber k amal k mawafiq is ilm ka istamal kareen to darost hoga abb in pegamber ko is dunia se gozre howa hazaro sal ho chukka ha . or yeah jitna be ilm e ramal ka hawala se ilm ha wo sara zini ha matlab piro , murshido , babao , amelo se chala a raha ha . yeah kohi authentic ilm nahi ha k apko gaurante de jai ka yeah unhe pagamber ka deya howa ilm ha . abb app quran pak ki misal lijiya . quran ake authentic ha yeah hamare rasool pak salal laho allai wasalam per nazil howa . or sahaba or taba tabain ka through chala a raha ha or abb bakaheda yeah kitab ki shakel or achi printing main a gaya ha . is liya yeah quran authentic ha . laken main jo ilm e ramal ki baat kar raha ho wo authentic nahi ha wo books , babao , amelo , piro ka through aiya howa ha . wo un pegamber ka through chala nahi a raha . or Allah ka rasool Salal laho allai wasalam ny farmaya ha k jis ka tareeqa un pagamber ka amal ka mawafiq hoga to wo sai hoga . sab se pehli baat to yeah ha k hamare pass wo tareeqa he nahi ha ilm e ramal ka yeah jitna be ilm ha yeah zini ilm ha . abb jo galat tareeqa se ilm e ramal wegara karte ha or gaib ka hisab lagata ha Allah k rasool na us ko theek nahi kaha ha
Narrated Qabisah: I heard the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) say: Augury from the flight of birds, taking evil omens and the practice of pressomancy pertain to divination. Tarq: It is used in the sense of divination in which women threw stones. 'Iyafah: It means geomancy by drawing lines. (sunan abu dawood Book #29, Hadith #3898)


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com